ਇੱਥੇ ਕਿਹੜਾ ਪਾਠ ਪ੍ਰਕਾਸ਼ਿਤ ਹੈ?
ਇਹ ਸੰਗ੍ਰਹਿ ਵਿੱਚ ਮੌਜੂਦ ਗੀਤ ਦੀਆਂ ਪੰਕਤੀਆਂ ਹਨ, ਪੂਰੇ ਪਾਠ ਦੀ ਆਵ੍ਰਿਤੀ ਨਹੀਂ। ਦੁਹਰਾਈਆਂ ਜਾਂ ਬੰਦ ਗੁੰਮ ਹੋ ਸਕਦੇ ਹਨ। ਪੂਰੇ ਪਾਠ ਲਈ ਆਪਣੇ ਪਰਿਵਾਰ ਦੀ ਮੰਨੀ ਹੋਈ ਪ੍ਰਕਾਸ਼ਿਤ ਪ੍ਰਾਰਥਨਾ ਪੁਸਤਕ ਵਰਤੋ।
ਰਜਿਸਟਰਡ ਰਿਕਾਰਡਿੰਗ ਸੁਣੋ
Om Jai Surya Bhagwan, Jai Ho Dinkar Bhagwan॥
Dharat sab hi tav dhyan, Jai Surya Bhagwan॥
Saarthi Arun hain Prabhu tum, shwet kamal dhaari, tum chaar bhuja dhaari॥
Ashwa hain saat tumhare, koti kiran pasaare, tum ho dev mahaan॥
Sandhya mein Bhuvaneshwar astachal jaate, godhan tab ghar aate॥
Godhooli bela mein, har ghar har aangan mein, ho tav mahima gaan॥
Dev-danuj nar-naari, rishi-munivar bhajate, Aditya Hriday japate॥
Stotra ye mangalkaari, iski hai rachna nyaari, de nav jeevandaan॥
Tum ho trikaal rachayita, tum jag ke aadhaar, mahima tav aparampaar॥
Praanon ka sinchan karke bhakton ko apne dete, bal buddhi aur gyaan॥
Bhoochar jalchar khechar, sabke hon praan tumhi, sab jeevon ke praan tumhi॥
Ved-puran bakhaane, dharm sabhi tumhe maane, tum hi sarvashaktimaan॥
Poojan karti dishaayein, pooje dash dikpaal, tum bhuvanon ke pratipaal॥
Rituyen tumhari daasi, tum shaashwat avinaashi, shubhkaari anshumaan॥
Healers World